Mere Dil Ki Dhadkan Me Ye Kaun Sama Gaya - हो मेरे दिल की धड़कन में ये कौन समाँ गया lyrics by Suraiya

Table of Contents: Lyrics
Mere Dil Ki Dhadkan Me Ye Kaun Sama Gaya - हो मेरे दिल की धड़कन में ये कौन समाँ गया
Artist:Suraiya
Album:Do Sitare
Year:1951
Genre:song
Lyricist:Rajinder Krishan
Music Director:Anil Biswas

Lyrics

ho mere dil ki dhadkan me ye kon sama gaya 
pucha dil se to dil ne kaha 
hai ye tera piya tera piya 
ho mere dil ki dhadkan me ye kon sama gaya 
pucha dil se to dil ne kaha 
hai ye tera piya tera piya 
ho mere dil ki
koi pyar ki mitthi boli se
koi pyar ki mitthi boli se
sapno me aankh-micholi se
sapno me aankh-micholi se 
sapno me aankh-micholi se 
tadpa hi gaya bharma hi gaya 
haay mere jiya, mere jiya
ho mere dil ki
kya jaadu tha us chitvan me
ek aag laga di tan man me 
ek aag laga di tan man me 
dil dol utha man bol utha 
hai mera piya, mera piya 
ho mere dil ki dhadkan me ye kon sama gaya 
pucha dil se to dil ne kaha 
hai ye tera piya tera piya 
ho mere dil ki
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details