Mere Chand Ko Chand Ne Dekha - मेरे चाँद को चाँद ने देखा lyrics by Asha Bhosle, Kishore Kumar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Album: | Prem Tapasya |
| Year: | 1983 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anand Bakshi |
| Music Director: | Laxmikant Pyarelal |
Lyrics
mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho shayar ke is sher pe, tali pad gayi ho aashiq ko is chhed pe gali pad gayi ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho ho ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho do roz agar ham mil na sake baago me phul bhi khil na sake do roz agar ham mil na sake baago me phul bhi khil na sake bin mere tujhko kaise laga bin tere mujhko aise laga jaise sari bhri duniya khali khali pad gayi ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho ho ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho kis raat banegi tu dulhan kis raat banegi tu dulhan kis roz bajegi shahnai shahnai bajne se pahle dil tod na dena harjai tere pyar me main ek ladki o bholi bhali pad gayi ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho kya baat hui tu ruth gayi shishe ki botal tut gayi kuchh bhi to nahi khayal kiya ye dekh mera kya haal kiya mere galo pe ho tere hontho ki lali pad gayi ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho shayar ke is sher pe, tali pad gayi ho aashiq ko is chhed pe gali pad gayi ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho mere chand ko chand ne dekha chandni kali pad gayi ho
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Prem Tapasya
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi