Mehsus Kar (Remix) lyrics by Sonu Kakkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Sonu Kakkar |
| Album: | Revati |
| Year: | 2005 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Farooq A. Siddiqui |
| Music Director: | Nazakat Shujat |
Lyrics
kahan se tu aayi kahan se tu jaai kahan se tu aayi kahan se tu jaai mehsoos kar mujhe mehsoos kar mehsoos kar mujhe mehsoos kar main aadam ki beti main habba ki beti mein mohan ki meera main krishan ki raadha main raanjhe ki heer hoon mein majhanu ki lalia nahi koi main jaadugar mehsoos kar mujhe mehsoos kar mehsoos kar mujhe mehsoos kar subah ki sondhi khusboo hoon main shyaam ki laali ka jaadu hoon main subah ki sondhi khusboo hoon main shyaam ki laali ka jaadu hoon main suraj ke kirano ki garmi hon main chaand si kirano si thandi hoon main dariya ka paani hoon chadhati jawani hoon saagar hoon gaagar hoon pyaala hoon botal hoon dekho na yun tum dekho na yun tum dekho na yun ghoor kar mehsoos kar mujhe mehsoos kar mehsoos kar mujhe mehsoos kar dilbar ke dil mein dhadkati hoon main armaan ban kar machalti hoon main haan dilbar ke dil mein dhadkati hoon main armaan ban kar machalti hoon main masti ka pyala chadhata hoon main khabon khayalo ko mehka hoon main paayal ki chachan chachan mein bhawaron ki ghun ghun mein baaghon mein kaliyon mein seharo ki galiyon mein mehekati hoon main haan mehekati hoon main waise chamapa chameli hoon main mehsoos kar mujhe mehsoos kar mehsoos kar mujhe mehsoos kar main aadam ki beti main habba ki beti mein mohan ki meera main krishan ki raadha main raanjhe ki heer hoon mein majhanu ki lalia nahi koi main jaadugar mehsoos kar mujhe mehsoos kar mehsoos kar mujhe mehsoos kar.
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Revati
- Composer: Nazakat Shujat
- Lyricist: Farooq A. Siddiqui