Man Ka Mere Tan Ka Mere - मन का मेरे तन का मेरे lyrics by Asha Bhosle
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Asha Bhosle |
| Album: | Haathi Ke Daant |
| Year: | 1973 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Kapil Kumar |
| Music Director: | Ravindra Jain |
Lyrics
man ka mere tan ka singar tumhi ho priytam ab mera sansar tumhi ho o man ka mere tan ka singar tumhi ho priytam ab mera sansar tumhi ho dekha hai dekha jise maine swapan me jiski tasveer utari hai nayan me dekha hai dekha jise maine swapan me jiski tasveer utari hai nayan me pyare se pyara uphar tumhi ho priytam ab mera sansar tumhi ho subah mile sham se aur dharti gagan se naino se nain mile man mile man se subah mile sham se aur dharti gagan se naino se nain mile man mile man se jivan aur jivan ke paar tumhi ho priytam ab mera sansar tumhi ho o man ka mere tan ka singar tumhi ho priytam ab mera sansar tumhi ho sansar tumhi ho sansar tumhi ho
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Haathi Ke Daant
- Composer: Ravindra Jain
- Lyricist: Kapil Kumar