Maata Ka Vrat Rakhne - माता का व्रत रखने lyrics by Dilraj Kaur, Anuradha Paudwal
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Dilraj Kaur, Anuradha Paudwal |
| Album: | Sheetla Mata |
| Year: | 1981 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Kapil Kumar |
| Music Director: | Sapan Jagmohan |
Lyrics
mata ka vrat rakhne se ho jaye jo ichha puri tab uska udyapan karna bhi hai bada zaroori ek bada aur das chhote kundo ko tum mangwao chawal rabdi rasgulle jo shraddha ho bharwao in kundo ko pujo tum haldi ka tilak lagao katha sheetla maa ki phir apas mein suno sunao chote kunde bade mein bharkar badkulle pehnao gaate hue geet mata par ye samaan chadao tum jitne bhi chaho apne ghar mehemaan bulao thanda meetha bhog prem se unko khoob khilao jeevan safal banane ko jeevan safal banane ko sheetla maa ke niyam suno sheetla maa ke niyam suno suno suno ji suno suno suno suno ji suno suno sheetla maa ke niyam suno
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Sheetla Mata
- Composer: Sapan Jagmohan
- Lyricist: Kapil Kumar