Lau Kaha Se Mai Wo Jubaa - लाऊँ कहाँ से मैं वो जुबा lyrics by Abhijeet, Poornima
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Abhijeet, Poornima |
| Album: | Jaane Jigar |
| Year: | 1998 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Javed Akhtar |
| Music Director: | Rajesh Roshan |
Lyrics
lau kaha se mai wo jubaa dil ki sunaye jo dastaa lau kaha se mai wo jubaa dil ki sunaye jo dastaa meri dua hai yaar mere sache ho sare khwab tere tu ek din chhu le asmaa lau kaha se mai wo juba dil ki sunaye jo dastaa meri dua hai yaar mere sache ho sare khwab tere tu ek din chhu le asmaa dunia bhi jaise hai ek tamasha kahi sari khusiya kahi sirf nirasha dunia bhi jaise hai ek tamasha kahi sari khusiya kahi sirf nirasha mere yaar hamesha tu khusiya paye koi gum aaye to mujhko mil jaye lau kaha se mai wo juba dil ki sunaye jo dastaa meri hai itni si kahani mai teri aisi hu diwani aau ke kah de tu jaha gum sahne ka jisko ikrar nahi hai use jo bhi kah lo wo pyar nahi hai gum sahne ka jisko ikrar nahi hai use jo bhi kah lo wo pyar nahi hai meri jaan bhi mujhse mera yaar jo mange mai jaan luta du ek baar jo mange lau kaha se mai wo juba dil ki sunaye jo dastaa lau kaha se mai wo juba dil ki sunaye jo dastaa meri hai kaisi khusnasibi mahbuba payi maine aisi or dost aisa meharbaa lau kaha se mai wo juba dil ki sunaye jo dasta meri dua hai yaar mere sache ho sare khwab teretu ek din chhu le asmaa
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Jaane Jigar
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Javed Akhtar