Lagi Apni Najariya Katar Ban Ke - लागी अपनी नजरिया कतार बन के lyrics by Asha Bhosle
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Asha Bhosle |
| Album: | Amar Deep |
| Year: | 1958 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Rajinder Krishan |
| Music Director: | Chitalkar Ramchandra |
Lyrics
jhule se nikla ghabrake banchpan bhule se ek din dekha jo darpan lagi apni najariya katar ban ke lagi apni najariya katar ban ke koi dil me shama na jaye pyar ban ke koi dil me shama na jaye pyar ban ke lagi apni najariya katar ban ke rama ho rama ho rama ho rama ho bachpan ka jana jawani ka aana gazab ho gaya haye gazab ho gaya bachpan ka jana jawani ka aana gazab ho gaya haye gazab ho gaya samjh me na aaye kya pa liya or kya kho gaya or kya kho gaya koi khatke khyalo me haar banke koi khatke khyalo me haar banke koi dil me shama na jaye pyar banke koi dil me shama na jaye pyar banke lagi apni najariya katar ban ke rama ho rama ho rama ho rama ho khwabo me koi aane laga dil churane laga dil churane laga khwabo me koi aane laga dil churane laga dil churane laga kya kijiye haye dil hath se jane laga hoye jane laga koi rah jaye na gale ka haar banke koi rah jaye na gale ka haar banke koi dil me shama na jaye pyar banke lagi apni najariya katar ban ke rama ho rama ho rama ho rama ho
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Amar Deep
- Composer: Chitalkar Ramchandra
- Lyricist: Rajinder Krishan