Kya Hua Kya Nahi Mujhko Ye Pata Nahi - क्या हुआ क्या नहीं मुझकों ये पता नहीं lyrics by Asha Bhosle, Amit Kumar

Table of Contents: Lyrics
Kya Hua Kya Nahi Mujhko Ye Pata Nahi - क्या हुआ क्या नहीं मुझकों ये पता नहीं
Artist:Asha Bhosle, Amit Kumar
Album:Yudh
Year:1985
Genre:song
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:Kalyanji Anandji

Lyrics

kya hua kya nahi mujhko ye pata nahi
kya hua kya nahi mujhko ye pata nahi
meri koi khata nahi or kuch nasha nahi 
i am in love i am in love 
kya hua kya nahi mujhko ye pata nahi
meri koi khata nahi or kuch nasha nahi 
i am in love i am in love 
ek to nind nahi aati 
neend ager aa jati hai sapno me bhi chain kaha 
teri yaad satati hai aa teri yaad satati hai
sach kahte hai log pyar hai dil ka rog
arey sach kahte hai log pyar hai dil ka rog
rog ye bura nahi dard ye bemaja nahi
rog ye bura nahi dard ye bemaja nahi
meri koi khata nahi or kuch nasha nahi 
i am in love i am in love 
kya hua kya nahi mujhko ye pata nahi
meri koi khata nahi or kuch nasha nahi 
i am in love i am in love 
mast baharo ka mosam 
aata yu kho jata pyar jo hum na karte to 
jina mushkil ho jata jina mushkil ho jata 
pyar nahi aasan jud gaya jo nata 
pyar nahi aasan jud gaya jo nata la la lala
maine jo suna nahi tumne vo kaha nahi
maine jo suna nahi tumne vo kaha nahi
meri koi khata nahi or kuch nasha nahi 
i am in love i am in love 
kya hua kya nahi mujhko ye pata nahi
meri koi khata nahi
or kuch nasha nahi i am in love 
i am in love i am in love
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details