Kismat Ki Likhi Koi Baat Ho Tum - किस्मत की लिखी कोई बात हो तुम lyrics by Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar |
| Album: | Triveni |
| Year: | 1986 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anjaan |
| Music Director: | Laxmikant Pyarelal |
Lyrics
kismat me likhi koi baat ho tum takdir ki ek saugaat ho tum tum se milke mahsus ho sadiyon se yunhi mere sath ho tum takdir ki ek saugaat ho tum kismat me likhi koi baat ho tum takdir ki ek saugaat ho tum jab julf bikhere chehre pe jab julf bikhere chehre pe baaho me simat aati ho tum aankho se utar kar seene me saanso se lipat jaati ho tum bin mausam jo dil par barse vo pyar bhari barsaat ho tum takdir ki ek saugaat ho tum kismat me likhi koi baat ho tum takdir ki ek saugaat ho tum sholo ki raahon se gujre sholo ki raahon se gujre teri baaho tak hum tab aaye in baaho ke saaye saaye ab sari umar gujar jaaye, gujar jaaye ek pal me badal de jo duniya vo khwaab vahi jajbaat ho tum kismat me likhi koi baat ho tum takdir ki ek saugaat ho tum har lamha pyar ke naam likha har lamha pyar ke naam likha har saans amaanat pyaar ki hai tum paas raho to mere liye har rut solah singar ki hai, singar ki hai jis raat me preet bane dulhan mahki vo suhagan raat ho tum tum se milke mahsus ye ho sadiyon se yunhi mere sath ho tum takdir ki ek saugaat ho tum takdir ki ek saugaat ho tum takdir ki ek saugaat ho tum
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Triveni
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anjaan