Kisi Ko Phool De Daale - किसी को फूल दे डाले lyrics by Geeta Dutt
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Geeta Dutt |
| Album: | Naya Rasta |
| Year: | 1953 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anjum Jaipuri |
| Music Director: | Chitragupt |
Lyrics
kisi ko phul de daale kisi ko haar baante hain hamari zindagi ki raah me kaate hi kaate hain kya chhup gaya bhagvan amiro ki tijori me amiro ki tijori me rota raha insan banda julm ki dori me banda julm ki dori me kya chhup gaya bhagvan amiro ki tijori me amiro ki tijori me ham sip nahi moti ka karte hai intjar koi nahi hamare yaha sun raha pukar tu ban raha anjan ban raha anjan kya chhup gaya bhagvan amiro ki tijori me amiro ki tijori me majbur kahi kar na sake shaan ke mare le sakte nahi jit bhi ham aan ke mare majbur kahi kar na sake shaan ke mare le sakte nahi jit bhi ham aan ke mare ham kitne pareshan, kitne pareshan kya chhup gaya bhagvan amiro ki tijori me amiro ki tijori me tu kis kamal karti hain auro ke hawale apne liye nahi rakhu jo bhi mila hain ye kya hai teri shaan, kya hai teri shaan kya chhup gaya bhagvan amiro ki tijori me amiro ki tijori me rota raha insan banda julm ki dori me banda julm ki dori me
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Naya Rasta
- Composer: Chitragupt
- Lyricist: Anjum Jaipuri