Khushi Dil Se Hansi Hotho Se Rukhsat Hoti Jati Hai - ख़ुशी दिल से हँसी होंठो से रुखसत होती जाती है lyrics by Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Khushi Dil Se Hansi Hotho Se Rukhsat Hoti Jati Hai - ख़ुशी दिल से हँसी होंठो से रुखसत होती जाती है
Artist:Lata Mangeshkar
Album:Sheesha
Year:1952
Genre:song
Lyricist:Umar Ansari
Music Director:Ghulam Mohammad

Lyrics

khushi dil se hansi hotho se 
rukhsat hoti jati hai 
ho rukhsat hoti jati hai 
na jane in dino kya 
meri halat hoti jati hai
bahut hi khubsurat hai 
teri duniya mere malik 
bahut hi khubsurat hai 
teri duniya mere malik 
magar mujhko teri duniya
se nafrat hoti jati hai
khushi dil se hansi hotho se 
rukhsat hoti jati hai 
ho rukhsat hoti jati hai 
na jane kaun si manjil
pe ja pahuncha hai dil mera
na jane kaun si manjil
pe ja pahuncha hai dil mera
ke har hasrat gale mil mil ke 
rukhsat hoti jati hai 
khushi dil se hansi hotho se 
rukhsat hoti jati hai
ho rukhsat hoti jati hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song