Kaisi Yeh Judai Hai (Remix) - कैसी ये जुदाई हैं, आँख भर मेरी आयी हैं lyrics by Falak Shabir

Table of Contents: Lyrics
Kaisi Yeh Judai Hai (Remix) - कैसी ये जुदाई हैं, आँख भर मेरी आयी हैं
Artist:Falak Shabir
Album:I Love New Year
Year:2013
Genre:song
Lyricist:Falak Shabir
Music Director:Falak Shabir

Lyrics

kaisi ye judaai hai, aankh bhar meri aayi hai 
mera dil dub raha, ise bas ab dubne do 
ye pehli baar huwa, ye kyun ehsaas huwa 
mera dil tut raha, ise bas ab tutne do 
mujhe bas ab rone do, is gam ko behne do 
ye saath jo chhut raha, ise aaj tutne do
kaisi ye judaai hai, aankh bhar meri aayi hai 
mera dil dub raha, ise bas ab dubne do 
khush rahe bas tu mere dil ki ye dua hai 
khudse puchhle tu tere dil ki kya rja hai
jaan lena meri tere dil mein jo daba hai
ye to bata mujhse juda kyun hai 
ek baat satai hai jab teri yaad aati hai
kyun mujhse ruth gaya, jaane kyun dur gaya 
ye pehli baar huwa, ye kyun ehsaas huwa 
jaane anjane kyun mujhe tumse pyar huwa
hase hase rota hu, rote rote hasta hu 
phir khud se kehta hu, jo hona tha ho hi gaya
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details