Juda Na Karo Chalti Saanse - जुदा ना करों चलती साँसे lyrics by Mohammed Rafi
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mohammed Rafi |
| Album: | Habari |
| Year: | 1978 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | M G Hashmat |
| Music Director: | Sapan Jagmohan |
Lyrics
ye kaisi hai sarsabj makhmal ki vadi jaha saans le zindagi me aazadi ye hanste huye kaafile zindagi ke subah sham karte hai khushiyo se shadi khudai daulat ki rangin umaish kahin isse behtar nahi hai jannat kaha hai jise shayaro ne yahin hai yahin hai yahin hai juda na karo chalti saanse jism se juda na karo chalti saanse jism se hai har saans chalti amanat khuda ki khuda saans leta hai har zindagi me har ek zindagi hai zamanat khuda ki juda na karo chalti saanse jism se bane bejuba goliyo ke nishane ye kyun bekaso pe julm ho raha hai khuda hi muhafiz raha zindagi ka wo insa ke hatho katal ho raha hai koi phir masiha bane sar uthaye kare sar uthake hifazat khuda ki khuda saans leta hai har zindagi me har ek zindagi hai zamanat khuda ki juda na karo chalti saanse jism se
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Habari
- Composer: Sapan Jagmohan
- Lyricist: M G Hashmat