Jab Ghar Me Lagi Aag (Part - II) lyrics by Paro Devi
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Paro Devi |
| Album: | Shikari |
| Year: | 1946 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Gopal Singh Nepali |
| Music Director: | Sachin Dev Burman |
Lyrics
jab ghar me lagi aag jab ghar me lagi aag tabhi bansi bajaye is desh ki santan ko bhagwan bachaye, bhagwan bachaye is desh ki santan ko bhagwan bachaye, bhagwan bachaye aankho ki jubani suno lakho ki kahani suno lakho ki kahani har dil me dabi aag hai hotho pe hansi hai, har dil me har dil me dabi aag hai hotho pe hansi hai talvaar ki chhaya me yaha duniya basi hai talvaar ki chhaya me yaha duniya basi hai julm ke darbar me khushiyo ka daur kya badal ke garzne se panchhi ka shor kya julm ke darbar me khushiyo ka daur kya badal ke garzne se panchhi ka shor kya lachar garibo ko hi din raat sataye is desh ki santan ko bhagwan bachaye, bhagwan bachaye jab ghar me lagi aag jab ghar me lagi aag tabhi bansi bajaye is desh ki santan ko bhagwan bachaye, bhagwan bachaye
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Shikari
- Composer: Sachin Dev Burman
- Lyricist: Gopal Singh Nepali