Is Desh Ka Socho Kya Hoga - इस देश का सोचो क्या होगा lyrics by Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Is Desh Ka Socho Kya Hoga - इस देश का सोचो क्या होगा
Artist:Mohammed Rafi
Album:Apne Dushman
Year:1976
Genre:song
Lyricist:Verma Malik
Music Director:Kalyanji Anandji

Lyrics

dharam or iman badal jate hai
are chandi ki jhankar se insan badal jate hai
is desh ka socho kya hoga is desh ka socho kya hoga
ab ham kaise batlaye ab ham kaise batlaye
jab apne hi gharwale apne dusman ban jaye
is desh ka socho kya hoga
bhai kya hoga bhai kya hoga
gairo ko ye apne dusman apna bhed batate hai
apna bhed batate hai
janta ka ye mal udakar apna mal banate hai
apna mal banate hai koi to inko roke koi to inko roke
dete hai sabko dhokhe dete hai sabko dhokhe
apne ghar ki daulat ko oro ke ghar pahuchaye
is desh ka socho kya hoga bhai kya hoga bhai kya hoga
mehnat ke bina inko dekho khel rahe hai lahko me
khel rahe hai lahko me aaj ye sare desh ki kismat 
lekar baithe hatho me lekar baithe hatho me 
din rat ye aish udaye din rat ye aish udaye
ye kitni lut machaye ye kitni lut machaye
are bade sharam ki bat hai lekin
ye kyu na sharmaye is desh ka socho kya hoga
ab ham kaise batlaye ab ham kaise batlaye
jab apne hi gharwale apne dusman ban jaye
is desh ka socho kya hoga bhai kya hoga bhai kya hoga
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details