Fariyaad Na Karna Haay - फरियाद न करना हाय lyrics by Paro Devi, Raja Gul

Table of Contents: Lyrics
Fariyaad Na Karna Haay - फरियाद न करना हाय
Artist:Paro Devi, Raja Gul
Album:Gharana
Year:1949
Genre:song
Lyricist:
Music Director:Mohammed Shafi

Lyrics

fariyad na karna haye kahi
fariyad na karna
fariyad na karna haye kahi
fariyad na karna
dil tut ke jaye sau
fariyad na karna
haye kahi fariyad na karna
jab baste hi duniya lut jaye
jab preetam tujhko thukraye
jab badle chaal zamane ki
jab badle chaal zamane ki
rakh lena laaz tarane ki
agar jaan bhi jaye to
fariyad na karna
haye kahin fariyad na karna
fariyad na karna
haye kahin fariyad na karna
fariyad na karna
haye kahi fariyad na karna
yahi nadiya yahi kinara tha
yahi maine tujhko pukara tha
yahi duniya thi deewane ki
ye baat hai gujre zamane ki
ab yaad bhi aaye to
fariyad na karna
haye kahi fariyad na karna.
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details