Dil Kisi Ki Yaad Me Barbad Hai, Sunne Walo Bas Yahi Faryaad Hai - दिल किसी की याद में बर्बाद है, सुनने वालों बस यही फ़रियाद है lyrics by Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Dil Kisi Ki Yaad Me Barbad Hai, Sunne Walo Bas Yahi Faryaad Hai - दिल किसी की याद में बर्बाद है, सुनने वालों बस यही फ़रियाद है
Artist:Lata Mangeshkar
Album:Ek Nazar
Year:1951
Genre:song
Lyricist:Rajinder Krishan
Music Director:Sachin Dev Burman

Lyrics

dil kisi ki yad me barbad hai
dil kisi ki yad me barbad hai
sunne walo bas yahi fariyad hai
do ghadi dekhi thi ulfat ki khushi
ro rahi hai ab talak ye jindagi
do ghadi dekhi thi ulfat ki khushi
ro rahi hai ab talak ye jindagi
aasuo se jindagi abad hai
aasuo se jindagi abad hai
sunne walo bas yahi fariyad hai
dil kisi ki yad me barbad hai
maine samjha jisko dil ka asra
dil ki khushiya lut ke wo chal diya
maine samjha jisko dil ka asra
dil ki khushiya lut ke wo chal diya
kya khabar thi mujhko wo sayyad hai
kya khabar thi mujhko wo sayyad hai
sunne walo bas yahi fariyad hai
dil kisi ki yad me barbad hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details