Deewangi lyrics by Sumit Kumar

Table of Contents: Lyrics
Deewangi
Artist:Sumit Kumar
Album:Mudda: The Issue
Year:2003
Genre:song
Lyricist:Chandrani Ganguly
Music Director:Jeet - Pritam

Lyrics

deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab
deewangi yeh jab
kaise kholu wo raaj main
kaise chhedu wo saaj main
kaise kholu wo raaj main
kaise chhedu wo saaj main
kaise kahu wo dastan
tujhko hi milne ke bad
khud ko hi bhula du main
deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab
deewangi yeh jab
kas mil jaaye kahi
yaar jo mile hi nahin
kas mil jaaye kahi
yaar jo mile hi nahin
kas mil jata mujhe
pyar ka wo dhaga jise
sapno ko si leta main
deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab
deewangi yeh jab.
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details