Deewaanagi Ka Chhaaya Chhaaya Nasha lyrics by Raghav Sachar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Raghav Sachar |
| Album: | Raghav Sahcar - Charming Lootera |
| Year: | 2009 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | |
| Music Director: |
Lyrics
(deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha ek najar toh deja meri jaaneja) - (2) rutho hamse na iss tarah, iss tarah, iss tarah rutho hamse na iss tarah, paagal hai haay yeh sama - (2) sun dhadkan kehati hai kya, kehati hai kya, kehati hai kya tu hi hai, tu hi hai, mera jahaan - (2) bas tu aaja meri baahon mein aa, haay bas tu aaja baahon mein aa (deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha ek najar kyun du mere meherbaan) - (2) chhedo hamako na iss tarah, iss tarah, iss tarah chhedo hamako na iss tarah, nahi bhulegi haay yeh khata - (2) khata hoti hai bejubaan, bejubaan, bejubaan tu nahi tu nahi mera jahaan - (2) deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha hoy oy ek najar kyun du mere meherbaan geeton mein sargam mein, khaabon ke darpan mein - (2) (sargam) khoya hoon main iss tarah gaata hoon teri sada - (2) bas tu aaja meri baahon mein aa, bas tu aaja baahon mein aa deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha haay ek najar toh deja meri jaaneja dil ne tujhe apna kahaan, aur kehane ko reh kya gaya honto pe teri sada, khaamosh hai meri jubaan sun dhadkan kehati hai kya, dhadkane hoti bewafa yeh dhadkan hai dil ki jubaan, dil apna yeh tumako diya maan bhi ja o meherbaan, na do hamako abhi saja maaf hai maaf hai teri khata, yahin hai ishq ka silsila maaf hai maaf hai teri khata, tu hi hai tu hi hai mera jahaan bas tu aaja meri baahon mein aa, haay bas tu aaja baahon mein aa bas tu aaja meri baahon mein aa, oy hoy bas tu aaja baahon mein aa deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha, deewaanagi ka chhaaya nasha - (2)
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Raghav Sahcar - Charming Lootera