Barsa Re Barsa Ab Ke Baras Yun Barsa Re Paani - बरसा रे बरसा अब के बरस यूँ बरसा रे पानी lyrics by Mohammed Aziz

Table of Contents: Lyrics
Barsa Re Barsa Ab Ke Baras Yun Barsa Re Paani - बरसा रे बरसा अब के बरस यूँ बरसा रे पानी
Artist:Mohammed Aziz
Album:Aag Aur Shola
Year:1986
Genre:song
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:Laxmikant Pyarelal

Lyrics

barsa re barsa barsa re barsa abb ke baras yun barsa re paani
oy oy oy oy oy ik toh yeh mausam duje mohabbat usape jawaani 
ik toh yeh mausam duje mohabbat usape jawaani 
oy oy oy oy oy barsa re barsa barsa re barsa 
abb ke baras yun barsa re paani
oy oy oy oy oy ik toh yeh mausam duje mohabbat usape jawaani
ik toh yeh mausam duje mohabbat uspe jawaani
bhigi yeh choli chunari udi bhigi yeh choli chunari udi 
badnaam saawan ne kar diya badnaam saawan ne kar diya 
jo kaam humse na ho saka woh kaam saawan ne kar diya 
woh kaam saawan ne kar diya 
abb aage dekhe abb aage dekhe karti hai kya kya rut yeh suhaani
oy oy oy oy oy ik toh yeh mausam duje mohabbat usape jawaani 
ik toh yeh mausam duje mohabbat uspe jawaani 
bas dur se tum kuchh bhi karo nazdik aana achchha nahi 
bas dur se tum kuchh bhi karo nazdik aana achchha nahi 
najdik toh hum aa hi gaye abb dur jaana achchha nahi 
abb dur jaana achchha nahi 
tum ho bade woh tum ho bade woh dil me tumhaare hai beimaani
oy oy oy oy oy ik toh yeh mausam duje mohabbat usape jawaani 
ik toh yeh mausam duje mohabbat uspe jawaani 
aa aa aa aa aa aa
barkha bujhaati hai aag ko hum jal rahe hai barsaat me
hum jal rahe hai barsaat me
bheega huwa yeh gora badan shole sa chamake iss raat me
shole sa chamake iss raat me
chhodo na chhedo chhodo na chhedo 
hum pe karo tum yeh meharbaani
oy oy oy oy oy ik toh yeh mausam duje mohabbat usape jawaani 
ik toh yeh mausam duje mohabbat usape jawaani 
oy oy oy oy oy barsa re barsa abb ke baras yun barsa re paani
oy oy oy oy oy ik toh yeh mausam duje mohabbat usape jawaani
ik toh yeh mausam duje mohabbat uspe jawaani
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details