Roman script

Badii badii baatein chhota dimaag

Pata nahi mujhe kis baat kaa naaz hai

Karta naa baatein chalata hu aag

Zubaane bhayankar mein mitt jaa bhaag

Mushkil khel ye koi gustakhi nahin

Bheedoge mujhse to bete koi maafi nahin

Jake puchhiyo galliyon ke har us kone par

Mere jaise tujhe kaafi hai..

Time ho gaya hai beta chal ab bhaag

Shuru hone wala hai ab mera raag

Baitha main wahan jake, dekhe tu khwab

Ye jo khhade hai unke gehre hai ghaav

Haan gehre hai ghaav..

Mai darta nahin

Tere jaise dogala main banta nahin

Jo tu kare pith pichhe baatein

Bina sach jaane beta mujhe jamta nahin

Jamta nai, kabhi kaam tera banta nahin

Tere sath khada rahna meri kshamta nahin

Kshamta nahi..Kshamta nahi..Kshamta nahin..

Haan kya?

Abey rahne de..

Kisne sikhaya tujhe gaana hai banana

Beta usko hi bole aise banta nahin

Abey chal chal apne tu baap ko mat sikha..

Apne baap ko mat sikha..

Bachpan mai khela tu mere sath mein

Teri nazar mere pe meri mere kaam pe

Pata tha mujhe dashega hi tu

Hath manga tune diya maine diya tere hath mein

Khud main vajan nahi lafjo mein hai

Bol sacchai ke nabjon mein hai

Aaj kholun teri paulpatti ko main

Jab se main aaya tu dikkat mein hai

Abey chhote..

Par kahun main teri uss din se jhandd hai

Gyan pele khoob kis baat kaa ghamand hai

Ghamand ko to kardo do chaanto mein thik

Darta nahi main hu baaton mein thik..

Jo tune kara shuru karke wo chhod diya

Jisme tola wo tarazu maine todd diya

Bolne pe aaya tujhe khada karke khol diya

Fir tune jaake apne papa ko bol diya..

Unko kya bata raha hai nazare mila tu

Jyada guru tu teri aankhein nikalu

Aaja mere bete tujhe jeena sikhadun

Bina jaam chhuye tujhe peena sikhadun

Mannmaani kare beta samne aana

Karta hai ek kaam dass tu geena naa

Jaake tu ab apna bima kara naa

Jaake tu ab kisi aur ko sikha naa

Abey chal chal apne tu baap ko mat sikha..

Apne baap ko mat sikha..

Abey chal chal apne tu baap ko mat sikha..

Apne baap ko mat sikha..

Abey chal chal apne tu baap ko mat sikha..

Apne baap ko mat sikha..

Abey chal chal apne tu baap ko mat sikha..

Apne baap ko mat sikha..

Abey chal chal apne tu baap ko mat sikha..

Apne baap ko mat sikha..

Abey rahne de..(x2)

Explore this song