Aye Ishq Hame Barbad Na Kar (Sine Me Aag Bhadkti Hai) - सीने मे आग भड़कती है, आँखों से पानी बहता है lyrics by Mohammed Rafi, Suraiya
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mohammed Rafi, Suraiya |
| Album: | Naach |
| Year: | 1949 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Sarshar Sailani |
| Music Director: | Husnlal Bhagatram |
Lyrics
sine me aag bhadkti hai, aankho se pani bahta hai kuch aisi chot lagi dil par, dil ro ro kar ye kahta hai ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar dil tod ke man ka meet gaya, hum har gaye gum jeet gaya khushiyo ka zamana bit gaya, khushiyo ka zamana yad na kar ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar kyu rote hai do diwane, bedard zamana kya jane bedard zamane se aye dil, ummid na rakh fariyad na kar ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar pahle to kapat ne kaid kiya, saiyad ne phir ye hukm diya hotho ko see ashko ko pee,aasu na baha fariyad na kar ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Naach
- Composer: Husnlal Bhagatram
- Lyricist: Sarshar Sailani