Akhiya Gham Ki Nadiya Hai (2) - अखिया ग़म की नदिया है (2) lyrics by Pankaj Udhas
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Pankaj Udhas |
| Album: | Khanjar: The Knife |
| Year: | 2003 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anand Bakshi |
| Music Director: | Amar Utpal |
Lyrics
akhiyan gham ki nadiyan hai chham chham behti rehti hai logo se kehti hai ye kehti rehti hai bemaut na tum marna kabhi pyar nahi karna kabhi pyar nahi karna bhul gaya rab mujhko par na bhul gaya rab mujhko par na bhula yar ka nam bhare bhare na jane kitne khali ho gaye jam bhari bhari ye ankhiyan hai bhari bhari ye ankhiyan hai bhari bhari ye ankhiyan hai akhiya gam ki nadiya hai cham cham behti rehti hai logo se kehti hai ye kehti rehti hai bemaut na tum marna kabhi pyar nahi karna kabhi pyar nahi karna akhiyan gham ki nadiyan hai chham chham behti rehti hai akhiyan gham ki nadiyan hai cham cham behti rehti hai logo se kehti hai ye kehti rehti hai bemaut na tum marna kabhi pyar nahi karna kabhi pyar nahi karna o o o o akhiyan gham ki nadiyan hai chham chham behti rehti hai logo se kehti hai ye kehti rehti hai mere sath bhi tha koi jo mere sath bhi tha koi jo chhod gayaye haal pyar janaja dil ka hai mat samjho ise baarat yaaro sab yariya kachiya hai yaaro sab yariya kachiya hai yaaro sab yariya kachiya hai akhiyan gham ki nadiyan hai chham chham behti rehti hai logo se kehti hai ye kehti rehti hai
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Composer: Amar Utpal
- Lyricist: Anand Bakshi