Aankho Aankho Me Naa Jane Kya - आँखों आँखों में न जाने क्या lyrics by Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Aankho Aankho Me Naa Jane Kya - आँखों आँखों में न जाने क्या
Artist:Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Album:Bedaagh
Year:1965
Genre:song
Lyricist:Shakeel Badayuni
Music Director:Roshan

Lyrics

aankho aankho me na jane kya ishare ho gaye
muskura kar tumne dekha ham tumhare ho gaye
aankho aankho me na jane
rat-din ki bekrari umar bhar ki bekhudi
rat-din ki bekrari umar bhar ki bekhudi
dil laga kar kuch to jine ke sahare ho gaye
aankho aankho me na jane
haye ye masum chehra ye ada ye bankpan 
haye ye masum chehra ye ada ye bankpan 
tumse mil ke rang dil ke aur pyare ho gaye
aankho aankho me na jane
tumko pa kar is jaha me hamne sab kuch pa liya 
tumko pa kar is jaha me hamne sab kuch pa liya 
ab hame kya chahiye jab tum hamare ho gaye
muskura kar tumne dekha ham tumhare ho gaye
aankho aankho me na jane
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song