Aankh Se Aankh Mila - आँख से आँख मिला बात बनाता क्यूँ है lyrics by Chitra Singh
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Chitra Singh |
| Album: | A Sound Affair |
| Year: | |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Saeed Rahi |
| Music Director: | Jagjit Singh |
Lyrics
aankh se aankh mila baat banata kyu hai aankh se aankh mila baat banata kyu hai tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyu hai aankh se aankh mila baat banata kyu hai gair lagta hai na apno ki tarah milta hai gair lagta hai na apno ki tarah milta hai gair lagta hai na apno ki tarah milta hai tu zamane ki tarah mujh ko satata kyu hai waqt ke sath khayalaat badal jaate hain waqt ke sath khayalaat badal jaate hain waqt ke sath khayalaat badal jaate hain ye hakikat hai magar mujhko sunata kyu hai ek mohtaaz se jahan kafile ghuzre hi nahi ek mohtaaz se jahan kafile ghuzre hi nahi ek mohtaaz se jahan ka file ghuzre hi nahi aisi raaho pe charago ko jalata kyun hai tu agar mujh se khafa hai to chhupata kyun hai aankh se aankh mila baat banata kyun hain
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: A Sound Affair
- Composer: Jagjit Singh
- Lyricist: Saeed Rahi