Roman script
Shagufta dili Tumhi se mili Ajab kaifiyat hai nigaah mein Shagufta dili Tumhi se mili Ajab kaifiyat hai nigaah mein Yeh mohhabatein Janoon ghazzate* Khumaari hai teri panaah mein Shagufta dili Tumhi se mili Ajab kaifiyat hai nigaah mein Bekhud mijaazi se Waaqif kara gaye Neem baaz aankhon se Yeh kya sikha gaye Bekhud mijaazi se Waaqif kara gaye Neem baaz aankhon se Yeh kya sikha gaye Naya raabta huve laapata Yeh gumgashtgi kaisi raah mein Naya raabta huve laapata Yeh gumgashtgi kaisi raah mein Shagufta dili Tumhi se mili Ajab kaifiyat hai nigaah mein Kaise tasleem kare Rooh-e masroor ko Khushtar adaaon ne Pucha yeh noor ko Kaise tasleem kare Rooh-e masroor ko Khushtar adaaon ne Pucha yeh noor ko Khushamad salaam Ilteza ehtaram Kya kya karein teri chaah mein Khushamad salaam Ilteza ehtaram Kya kya karein teri chaah mein Shagufta dili Tumhi se mili Ajab kaifiyat hai nigaah mein Khud fursato ne Milaya itminaan se Tahammal sukoon khade Dekhe hai hairaan se Khud fursato ne Milaya itminaan se Tahammal sukoon khade Dekhe hai hairaan se Haan kar ke deedaar Badha aitbaar Sartaaj ka to Allah mein Haan kar ke deedaar Badha aitbaar Sartaaj ka to Allah mein Shagufta dili Tumhi se mili Ajab kaifiyat hai nigaah mein
Song details
- Singer: Satinder Sartaaj
- Composer: Beat Minister, Satinder Sartaaj
- Lyricist: Satinder Sartaaj
Song video
director: Amarpreet G S Chhabra
cast: Satinder Sartaaj, Deana Uppal
choreography: Ritchie Burton
director of photography: Prashant Dandekar
mix and master: Shaitus Joseph
music label: Saga Music