Roman script
Yeh kahani suno.. jo hai unkahi.. Raja hai woh.. hai woh ik pari.. Pyar mein dekho doobi hui Ek jodi ki ye baat hai Ik dooje ke hi liye hai Bane ye khuda ki karamaat hai Yeh kahani suno jo hai unkahi Raja hai woh hai woh ik pari Ishq karne mein in dono ke Iraade khurafaat hai khurafaat hai Ladte hai woh haan jhagadte hai woh Aur pyar bhi poora karte hai woh Kal ki na soche na darte hai woh Raahein kuch bhi ho aage badhate hai woh Ladte hai woh haan jhagadte hai woh Aur pyar bhi poora karte hai woh Kal ki na soche na darte hai woh Raahein kuch bhi ho aage badhate hai woh Yeh kahani suno jo hai unkahi Raja hai woh hai woh ik pari Ishq karne mein in dono ke Rraade khurafaat hai khurafaat hai Inki toh galiyon mein bas pyar hai Chup te chupate ye toh yaar hai Aankho hi aankho mein ekraar hai Izhaar hai aur takraar hai Inki toh galiyon mein bas pyar hai Chup te chupate ye toh yaar hai Aankho hi aankho mein ekraar hai Izhaar hai aur takraar hai Yeh kahani suno jo hai unkahi Raja hai woh hai woh ik pari Ishq karne mein in dono ke Iraade khurafaat hai khurafaat hai
Song details
- Singer: Varun Bharathi
- Film / album: Beautiful
- Composer: Karan Bharati
- Lyricist: Taruna Khanagwal
Song video
director: Agasthya Manju
cast: Parth Suri, Naina Ganguly
music label: Zee Music Company