Roman script

Mukhtasir si ek baat
Kehna chaahu tumhe
Ho din ya ho raat
Teri yaad sataaye mujhe
Rulaaye hansaaye
Har ek pal tere bina
jaaye na bhaye
Soch mein gum
Khaali kaghazo pe likhta hoon
Iss dil ki dastaan suno
Kya keh raha hai ye tuhmhe suno
Mere iss raaz ko
Mehsoos tujhko karu main
Tanhaai mein har baar
In ajnabi raaston pe
Tanha dil dhoondhta hai sahaara kinara
Andhere mein tu hi hai ek sitara ishara
Soch mein gum
Khali kaghazon pe likhta hoon
Iss dil ki dastan suno
Kya keh raha hai ye tumhe suno
Mere is raaz ko
Mohabbat meri samjho tum
Pass aao na batao mujhe
Satao na rulaao na
Tadpao na, ab aa bhi jao na
Soch mein gum khali kaghazon pe likhta hoo
Is dil ki dastan suno
Kya keh raha hai ye tumhe suno
Mere is raaz ko

Song details

Song video

Watch on YouTube

cast: Vita Obukhovska, Zohaib Mirza

music label: White Hill Music