Roman script

Hard baat karte hard kaam (hard hard)

Itna uper dikha aasmaan (aasmaan)

Kaisa hai main toh first class (ya ya)

Hard baat karte hard kaam (chalo chalo)

Hard baat karte hard kaam (hard hard)

Itna uper dikha aasmaan (aasmaan)

Kaisa hai main toh first class (first class)

Hard baat karte hard kaam

Yaa lightin dub jalao jalao

Jo jalte unki aur jalao

Jo rote unko aur rulao

Game pura lead apan iss mein boht hard

Log bole hum ko tum sirf machao machao

Hum kare shine hum kare grind

Hum kare skoom skoom

Beat kare right woh bhi on time

Hum kare skoom skoom

Sab apna first class na dete chote

Dailog body swag sabka

Apna chote thoda side ho

(Mr.Scam's Tamil Rap)

Kaam hard apna keemti zabaan

Boldete saaf jhoota insaan tu hai shan

Rishta nibhaya tha woh bhi toot gaye sab

Bhool gaye they phir aaj aya yaad kyon main

Beech raaste mein chod diye bolke ki faltu mein

Kya?

Mile bhai log sab aaj bolte hard log

Hard kaam chhote hard mere bhai log

Hard baat karte hard kaam (hard hard)

Itna uper dikha aasmaan (aasmaan)

Kaisa hai main toh first class (ya ya)

Hard baat karte hard kaam (chalo chalo)

Hard baat karte hard kaam (hard hard)

Itna uper dikha aasmaan (aasmaan)

Kaisa hai main toh first class (first class)

Hard baat karte hard kaam

Apna kaam anytime hard bhai hard bhai

Jab dekhenge saare ye chonk jaaye chonk jaye

Because when we step on stage toh bawal hai na baa

And if you wanna beef toh jawab hai na baa

Apna gaana kabhi ye bhi kya sawaal hai naa baa

Hold hold unit hai full unique hai naa

Bop bop bop!

On progress khud se umeed hai na

Pehle banao paise aur ijjat

Phir shohrat aur taakat bhi hai na

Hard kaam hard waartalab

Karto bolto zabto jebana mein bolto aaj

Rupiya khaas matrashaar buddhi faas jhol pass

Mantar khacha kaad paila mitra twad

Chal chal panka fast pald pald shabdad ghaat nakotraaz

Maaza mitrat kartat katle aam aur hum na tehre aam insaan

Na rok sakta aasmaan haan hum karte aise hard kaam

Pura week maaro chill

Sar pe saat din ka kharcha

Saath home boys mere saath 7Bantai'Z

Hard kaam apna tera kaam bahut thanda hai

Mumba mera shaher hai

Har ek gana apna chalta hai

Roz mehnat karte reh rukneka nhi

Mere dost kaise alter tune dekha nhi

Fir sab aate saath main akela nhi

Tu bas bolte rehega kuch karega nhi

Chal chal

Hard baat karte hard kaam (hard hard)

Itna uper dikha aasmaan (aasmaan)

Kaisa hai main toh first class (ya ya)

Hard baat karte hard kaam (chalo chalo)

Hard baat karte hard kaam (hard hard)

Itna uper dikha aasmaan (aasmaan)

Kaisa hai main toh first class (first class)

Hard baat karte hard kaam

Haan samjhe bhai zyada bacchan nahi deneka

Hard kaam karneka hard baat karneka

7Bantai'Z MC Altaf

Wassup!

Explore this song