Roman script
Rango ki duniya me shaamil ho Samaao inme or kaamil ho Rango ki duniya me shaamil ho Samaao inme tum kaamil ho Kuch ehsaas the Kuch jazbaat le jaye Rango ki duniya mein shamil ho Samaao inme tum kaamil ho Ye aasmaan rangeen Thoda bhara khushiyo se bhi Kuch rang satayenge Kuch ghul bhi jayenge To phir rangon ki duniya me shamil ho o o.. Samaao inme or kaamil ho Rango ki duniya me shamil ho Samao inme tum kaamil ho Thoda bhaage daaman tera Pakadna ye chaahega titliyaan... Udna nahi gir sakte ho Sambhal kar sajaana tum khudko Girgit nahi insaan bano Rango ki duniya me shaamil ho o o o.. Rango ki duniya me shaamil ho Samao inme tum kamil ho Rango ki duniya me Rango ki duniya me Rango ki dunya me shamil ho o o......
Song details
- Singer: Somnath Yadav
- Composer: Somnath Yadav
- Lyricist: Somnath Yadav
Song video
director: S Swapneel Mahindre
cast: Somnath Yadav, Manisha Kag
director of photography: Kuldeep Damor
music label: Zee Music Company