Roman script

Tujhe chhoone ko dil kare

Tujhe paane ko dil kare

Tujhe chhoone ko dil kare

Tujhe paane ko dil kare

Teri lehar mein befiqar

Teri lehar mein befiqar

Doob jaane ko dil kare

Paas aa.. aa bhi ja..

Baahon mein teri

Main jal rahi hoon

Saare diye hain bujhe

Ye khaab hai toh

Iss khaab se na

Koi jagaa de mujhe

Koi jagaa de mujhe

Ye jo hai nasha ishq mein

Aazmaane ko dil kare

Aankhon mein jo neend hai

Woh udaane ko dil kare

Teri lehar mein befiqar

Teri lehar mein befiqar

Doob jaane ko dil kare

Paas aa.. aa bhi ja..

हिंदी में गीत

तुझे छूने को दिल करे

तुझे पाने को दिल करे

तुझे छूने को दिल करे

तुझे पाने को दिल करे

तेरी लहर में बेफिक़र

तेरी लहर में बेफिक़र

डूब जाने को दिल करे

पास आ.. आ भी जा..

बाहों में तेरी

मैं जल रही हूँ

सारे दिए हैं बुझे

ये ख़्वाब है तो

इस ख़्वाब से ना

कोई जगा दे मुझे

कोई जगा दे मुझे

ये जो है नशा इश्क़ में

आज़माने को दिल करे

आँखों में जो नींद है

वो उड़ाने को दिल करे

तेरी लहर में बेफिक़र

तेरी लहर में बेफिक़र

डूब जाने को दिल करे

पास आ.. आ भी जा..

Explore this song