Roman script
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha Wo Kaal kaal, kaal kaal hai Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha Wo Kaal kaal, kaal kaal hai Gol gol duniya mein Gol gol sadiyon se chal rahi Woh ek hi mashaal hai Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha Wo Kaal kaal, kaal kaal hai Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha Wo Kaal kaal, kaal kaal hai Aadmi toh bandar sa Banke par sikandar sa Aadmi toh bandar sa, banke par Sikandar sa Neetiyon ka dambh roz bharta hai Pal mein ek peedhi hai Umra ek seedhi hai Chadhta roz roz hi phisalta hai Par aham mein jeeta hai Kis vaham mein jeeta hai Rakt mein kyun uske ye ubaal hai Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha Wo Kaal kaal, kaal kaal hai Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha Wo Kaal kaal, kaal kaal hai Khatm na hoti hai teri ye laalsa Jaane ka samay tu bhale hai taalta Karega kya murjhati iss khaal ka Bas mein na hai sab khel hai kaal ka Saaya hai kaal ka saare bramhaand mein Teer vinash ka uske kamaan mein Deta woh bhar hai saansein wo praan mein Pratyaksh khada hai uske pramaan mein Wo ajar hai, wo amar hai Wo anaadi ant hai Granth saare, dharm saare Uska hi shadyantra hai Gada hai chaatiyon mein... Samay ka shool hai Usko bhoolna, bhool hai, bhool hai.. Sab isi ke maare hai Sab isi se haare hai Isko jeet le wo mahakaal hai Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha Wo Kaal kaal, kaal kaal hai Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
हिंदी में गीत
काल काल, काल काल, जो सपाट चल रहा वो काल काल, काल काल है काल काल, काल काल, जो सपाट चल रहा वो काल काल, काल काल है गोल गोल दुनिया में गोल गोल सदियों से चल रही वो एक ही मशाल है काल काल, काल काल, जो सपाट चल रहा वो काल काल, काल काल है काल काल, काल काल, जो सपाट चल रहा वो काल काल, काल काल है आदमी तो बंदर सा बनके पर सिकंदर सा आदमी तो बंदर सा, बनके पर सिकंदर सा नीतियों का दंभ रोज़ भरता है पल में एक पीढ़ी है उम्र एक सीढ़ी है चढ़ता रोज़ रोज़ ही फिसलता है पर अहम में जीता है किस वहाँ में जीता है रक्त में क्यूँ उसके ये उबाल है काल काल, काल काल, जो सपाट चल रहा वो काल काल, काल काल है काल काल, काल काल, जो सपाट चल रहा वो काल काल, काल काल है ख़त्म ना होती है तेरी ये लालसा जाने का समय तू भले है टालता करेगा क्या मुरझाती इस खाल का बस में ना है सब खेल है काल का साया है काल का सारे ब्रम्हांड में तीर विनाश का उसके कमान में देता वो भर है साँसें वो प्राण में प्रत्यक्ष खड़ा है उसके प्रमाण में वो अजर है, वो अमर है वो अनादि अंत है ग्रंथ सारे, धर्म सारे उसका ही षड़यंत्र है गाड़ा है छातियों में... समय का शूल है उसको भूलना, भूल है, भूल है.. सब इसी के मारे है सब इसी से हारे है इसको जीत ले वो महाकाल है काल काल, काल काल, जो सपाट चल रहा वो काल काल, काल काल है काल काल, काल काल, जो सपाट चल रहा वो काल काल, काल काल है
Song details
- Singer: Brijesh Shandilya
- Singer: Dino James
- Film / album: Laal Kaptaan
- Composer: Samira Koppikar
- Lyricist: Saurabh Jain
- Film / album: Laal Kaptaan (2019)
- Actor: Aamir Bashir
- Actor: Deepak Dobriyal
- Actor: Manav Vij
- Actor: Saif Ali Khan
- Actor: Simone Singh
- Actor: Sonakshi Sinha
- Actor: Zoya Hussain
Song video
singer: Brijesh Shandilya, Dino James
director: Navdeep Singh
cast: Saif Ali Khan, Manav Vij, Zoya Hussain, Deepak Dobriyal, Simone Singh, Sonakshi Sinha
music label: EROS