Roman script
Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne Dil ko behka diya ishq ke jaam ne Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne Dil ko behka diya ishq ke jaam ne Musalsal nazar barasti rahi Taraste hain hum bheege barsaat mein Ik mulaqaat... Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein Unka yun muskurana ghazab ho gaya Kal talak woh jo mere khayalon mein thhe Rubaru unka aana ghazab ho gayaa.. Mohabbat ki pehli mulaqaat ka Asar dekho na jaane kab ho gaya Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein Unka yun muskurana ghazab ho gaya Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin Aankhon ka aitbaar mat karna Ye uthey to qatl-e-aam karti hain Koi inki niagaahon pe pehra lagaao yaaron Ye nigaahon se hi khanjar ka kaam karti hain Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin Ehsaas ki zameen pe kyun dhuaan uth raha hai Jal raha dil mera kyun pata kuch nahi Kyun khayaalon mein kuch barf si gir rahi Ret ki khwahishon mein nami bhar rahi Musalsal nazar barasti rahi Taraste hain hum bheege barsaat mein Ek mulaqat... Ik mulaqat mein, baat hi baat mein Unka yun muskurana ghazab ho gaya Kal talak jo mere khayalon mein thhe Rubaru unka aana ghazab ho gaya Also Listen to: Mere Rashke Qamar
हिंदी में गीत
मैं भी हूँ तू भी है आमने सामने दिल को बहका दिया इश्क़ के जाम ने मैं भी हूँ तू भी है आमने सामने दिल को बहका दिया इश्क़ के जाम ने मुसलसल नज़र बरसती रही तरसते हैं हम भीगे बरसात में इक मुलाक़ात... इक मुलाक़ात में, बात ही बात में उनका यूँ मुस्कुराना गज़ब हो गया कल तलक वो जो मेरे ख़यालों में थे रूबरू उनका आना गज़ब हो गया मोहब्बत की पहली मुलाक़ात का असर देखो ना जाने कब हो गया इक मुलाक़ात में, बात ही बात में उनका यूँ मुस्कुराना गज़ब हो गया मख्तबर दर्द का कुछ ख़याल नही है इक तरफ मैं कहीं, इक तरफ दिल कहीं आँखों का ऐतबार मत करना ये उठे तो क़त्ल-ए-आम करती हैं कोई इनकी निगाहों पे पहरा लगाओ यारों ये निगाहों से ही खंजर का काम करती हैं मख्तबर दर्द का कुछ ख़याल नही है इक तरफ मैं कहीं, इक तरफ दिल कहीं एहसास की ज़मीन पे क्यूँ धुआँ उठ रहा है जल रहा दिल मेरा क्यूँ पता कुछ नही क्यूँ ख़यालों में कुछ बर्फ सी गिर रही रेत की ख़्वाहिशों में नमी भर रही मुसलसल नज़र बरसती रही तरसते हैं हम भीगे बरसात में एक मुलाक़ात... इक मुलाक़ात में, बात ही बात में उनका यूँ मुस्कुराना गज़ब हो गया कल तलाक़ जो मेरे ख़यालों में थे रूबरू उनका आना गज़ब हो गया मोहब्बत की पहली मुलाक़ात का असर देखो ना जाने कब हो गया इक मुलाक़ात में, बात ही बात में उनका यूँ मुस्कुराना गज़ब हो गया
Song details
- Singer: Altamash Faridi
- Singer: Palak Muchhal
- Film / album: Dream Girl
- Composer: Zee Music Company
- Lyricist: Shabbir Ahmed
Song video
singer: Altamash Faridi, Palak Muchhal
cast: Ayushmann Khurrana, Nushrat Bharucha