Roman script

Hai wada Khuda ka wAliyon ke hak mein

Inke dar pe jo aaya shifa ab hoga

Meharbaan...

Haji Ali Haji Baba Haji Ali

Haji Ali Haji Baba Haji Ali

Hasrat Haji Ali Shah Baba

Bukhari Rahmatullah Alayh

Allah ke wAli ho

Jannat ki gAli ho

Hai bas mein samandar

Tum aise wAli ho

Iss dar se hui hai marammatein

Bigde naseebo ki aksar

Tumse hai sahaare humko mile

Duniya ne jise maari thokar

Haji Ali Baba, Haji Ali Baba

Haji Ali, Haji piya Haji Ali

Haji Ali Baba, Haji Ali Baba

Haji Ali, Haji piya Haji Ali

[sargam]

Haq Ali Ali Haq Ali Ali..

Haji Ali Baba, Haji Ali Baba

Haji Ali, Haji piya Haji Ali...

Dard o gham ka falak hoon main

Aah ki ek zameen hoon main

Aas lekar aate hai sab

Saath laaya yaqeen hoon main

Farma nigaahe karam

Rakh lo mera bharam

Sahaare besahaaron ke

Mujhko bhi sahara do Baba

Majhdhaar mein hai kashti ye meri

Tum isko kinaara do Baba

Haji Ali Baba, Haji Ali Baba

Haji Ali, Haji piya Haji Ali..

Mujhko bhi ata lo (Haji Ali Baba)

Mere shab ki subah lo (Haji Ali Baba)

Mere haq mein Khuda se ek baar duaa ho

Haji Ali Baba, Haji Ali Baba

Haji Ali, Haji piya Haji Ali..

* Sajda-e-Hussain

Karo rehmataan mere meharmaan

Karo rehmataan mere meharmaan

Haji Ali Baba, Haji Ali Baba

Haji Ali, Haji piya Haji Ali

Explore this song