Roman script

Kehte thhe log jo

Qaabil nahin hai tu

Denge wahi salaamiyaan

Dil thaam ke jahaan

Dekhega ek din

Teri bhi kaamyaabiyaan

Kar ke dikha kamaal vo

Aake zameen pe deke jaaye aasmaan

Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!

Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!

Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!

Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!

Sach hone ki khaatir jo

Sapne keemat maangenge

Jaag ke raatein keemat bhar dena

Jab nazdeeq se dekhein to

Khushiyon ke aansu aayein

Tu nazron ko woh manzar dena

Khud hi ek din mitaayegi

Teri hazaar khaamiya

Kar ke dikha kamaal vo

Aake zameen pe deke jaaye aasmaan

Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!

Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!

Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!

(Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan)

Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!

(Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan)

Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan...

Shaabaashiyaan... aa...

Shaabaashiyaan... aa...

O ho...

Shaabaashiyaan... o...

Explore this song