Roman script
Sayyare, sayyare Pyare pyare sayyare Ye zameen ke hain taare Inko khul ke chamakane toh do Sayyare (sayyare), Sayyare (sayyare) Yeh andheron mein kyun kho gaye Sayyare (sayyare), Ye taare (ye taare) Door khushiyon se kyun ho gaye Jhilmil karte saare hain Rangon ke ye dhaare hain Berang hain, kyun berang hai Nanhe se parindey hai Udne ke chaahat mein ye Bezaar hain, kyun bezaar hain Ummeed ka ek raasta dikhaao Inn laadlon mein roshni jagaao Tum thaam lo haath ye masoom sa Sayyare, sayyare Yeh andheron mein kyun kho gaye Sayyare, ye taare Door khushiyon se kyun ho gaye Haathon ki laqeeron se Roothi si taqdeeron se Hairaan hai, ye hairaan hai Manzil ke thikaane se Khud ko aazmaane se Anjaan hai, ye anjaan hai Chehre se inke dhool to hataao Inke dilon mein aarzoo basaao Tum thaam lo haath ye masoom sa Sayyare (sayyare), Sayyare (sayyare) Yeh andheron mein kyun kho gaye Sayyare (sayyare), Ye taare (ye taare) Door khushiyon se kyun ho gaye Hmm...
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Film / album: Pailwaan (Hindi)
- Composer: Arjun Janya
- Lyricist: Astha Jagiasi
- Lyricist: Sujeet Shetty
lyricist: Astha Jagiasi, Sujeet Shetty
cast: Kichcha Sudeepa, Suniel Shetty, Aakanksha Singh