Roman script
Kayi din se dil ye mujhko Baarha samjha raha Iske bass mein dast rasme tum ho Ik dafa mein lo tumhara Ho gaya saara ka saara Tum hi samjho na zara, kyun gum ho Tere rukh thehre saare Khwaab gehre gehre Jo guzaare humne woh haseen lamhe Kahin kho na phir jaayein Kuch toh hua hai Kis ki duaa hai Jo mera dil gunguna raha hai Teri kasam hai Jo mera mann hai Sab chhod kar tumpe aa raha hai (x2) Shaamein akeli hai tere bin Shab dhale na kate din Ab jaaga hai ye mann Tarse tere bin Saath ho ab tum aur tham jaaye ye pal Kuch toh hua hai Kis ki duaa hai Jo mera dil gunguna raha hai Teri kasam hai Jo mera mann hai Sab chhod kar tumpe aa raha hai
Song details
- Singer: Rameez Khalid
- Singer: Aima Baig
- Film / album: Heer Maan Ja (Pakistani Film)
- Composer: Ahmed Ali
- Lyricist: Kashaaf Iqbal
- Lyricist: Fatima Najeeb
Song video
singer: Rameez Khalid, Aima Baig
lyricist: Kashaaf Iqbal, Fatima Najeeb
director: Azfar Jafri
cast: Abid Ali, Ali Rehman Khan, Faizan Shaikh
mix and master: Akash Pervez
music label: Saga Music