Roman script

Thoda thoda padhte thhe

Thoda thoda ladte thhe

Din yaad mujhe aate hain

Ho din yaad mujhe aate hain

Chori chori chupke se

Party-sharty karte thhe

Din yaad mujhe aate hain

Ho din yaad mujhe aate hain

Jaane hai kahan woh dosti

Woh yaaron ki hansi

Milte roz jo thhe aaj woh

Kabhi milte hi nahi

Kahan kho gaye wo yaar

Mere daaru wale yaar

Mere vele-vele yaar

Mere gappi shappi yaar (x2)

College ke woh din

Chhoti si canteen

Rozana udhari mangna

Gham ho ya khushi

Mil jaaye jo kabhi

Sab yaaron mein milke baantna

Baatein roz hi fizool si

Karte thhe bewajah

Socha na kabhi hum iss tarh

Ho jaayenge juda

Kahan kho gaye wo yaar

Mere senti senti yaar

Mere vele vele yaar

Mere gappi shappi yaar (x4)

Oh kadi kadi yaaron ek phone hi to maaro

Mann puchh liya karo tussi haal mera

Mere vaaste si lad'de jo pakke mere yaar

Dasso kithhe oh kalla kalla yaar mera

Milti na kabhi paison se dosti

Na milti hai paison se khushi

Jaise doston karta hoon yaad main

Kya tum bhi yaad karte ho kabhi

Aaye paas jo unhe rok loon

Kabhi jaane na main doon

Puchhe jo Khuda kya chahiye

Bas yaari maang loon, yaari

Kahan kho gaye wo yaar

Mere senti senti yaar

Mere vele vele yaar

Mere gappi shappi yaar (x2)

Lakhon lakhon mein hai

Ek mera kalla kalla yaar (x4)

Kahan kho gaye wo yaar

Mere senti senti yaar

Mere vele vele yaar

Mere gappi shappi yaar (x2)

Lakhon lakhon mein hai

Ek mera kalla kalla yaar (x4)

Explore this song