Roman script

Karni hai baatein kayi

Tu lafzon mein sunta nahi

Khwaabon mein aake mere

Unn raahon ko bunta nahi

Tu jaha bhi gaya

Toh bane kafila

Tu jahaan bhi gaya

Toh lage mehraba

Maula Maula Maula mere Maula

Tere aage hi toh khudko bhula

Tu nahi toh kya yeh jahaan

Tujhse hi to sab kuch bayaan hai (x2)

Haan Maula… Maula... Maula…

Maula... Maula...

Tu hi mera Khuda

Tu hi mera jahaan

Ab toh yeh zindagi hai teri

Jabse dekha tujhe

Dil mera kho gaya

Jaane ab kya karun kya nahi

Milna hai tujhse abhi

Tu chahta hai yaa nahi

Aankhon mein teri hasi

Lekar chalunga har ghadi

Tu jaha bhi gaya

Toh bane kaarwaan

Tu jahaan bhi gaya

Toh lage tu mehraba

Maula Maula Maula mere Maula

Tere aage hi toh khudko bhula

Tu nahi toh kya yeh jahaan

Teri yaadon ka ye samaa hai

Maula Maula Maula mere Maula

Tere aage hi toh khudko bhula

Tu nahi toh kya yeh jahaan

Teri yaadon ka ye samaa hai

Tujhse hi to sab kuch bayaan hai

Haan Maula… Maula... Maula…

Maula... Maula...

(Maula mere Maula mere...)

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

director: Sayan V Roy

cast: Gaurav Sharma, Mansi Srivastava

music label: Zee Music Company