Roman script
Iss dil ki bechainiyon ko Ab rahat mil chuki hai Do jismon ko chahat ki Ijaazat mil chuki hai (x2) Tere labon ko chhune ki Ab khwahish ho chuki hai Meri aankhon ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Meri aankhon ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Ab thaam ke iss dil ko Sun lo zara tum Jo bhi hai dil mein ab toh Keh lo zara tum Dikhne do chaahat waali Pyaas in aankhon mein Tarsi nigaahon mein ab Reh lo zara tum O inn tapti hui saanson ki Farmaaish ho chuki hai Meri aankhon ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Meri aankhon ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Oh.. hai ilteza jismon ki Sun lo zara tum Hone bhi do be-parda Inn ko zara tum Kho jaane do inn gehri Gehri si aankhon mein Pyaasi panaahon mein Reh lo zara tum Dil ke inn jazbaaton ki Numaaish ho chuki hai Meri aankhon ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai (x3) Ab aadat ho chuki hai...
Song details
- Singer: Altaaf Sayyed
- Composer: Altaaf-Manny
- Lyricist: Anand
Song video
Song video
director: Aslam Khan
cast: Aly Goni, Kangna Sharma, Abdul Latif
director of photography: Pradeep Khanvilar
editor: Zedrin Phukan
mix and master: Keval Walanj
music label: Zee Music Company