Roman script

Aise tera khayal sar-e-shaam aa gaya

Aise tera khayal sar-e-shaam aa gaya

Sab dard muskura uthe

Sab dard muskura uthe

Aaraam aa gaya

Aise tera khayal sar-e-shaam aa gaya

Aise tera khayal...

Pehre lagaaye tumne toh anjaam ye huaa

Pehre lagaaye tumne toh anjaam ye huaa

Parde mein tha jo pyaar

Parde mein tha jo pyaar

Sar-e-aam ho gaya

Aise tera khayal sar-e-shaam aa gaya

Sab dard muskura uthe

Aaraam aa gaya

Aise tera khayal...

Explore this song