Roman script

Kathai kathai ankhiyon wala
Ik ladka hai jo
Kathai kathai ankhiyon wala
Ik ladka hai jo
Dil pe mandraaye bhanwre sa wo haaye
Dil pe mandraaye bhanwre sa wo haaye
Dekho dekho na dekho na dekho
Kathai kathai ankhiyon wala
Ik ladka hai jo...
Baat badalta hai toh
Mausam bhi badal jaata hai
Chhupta hua sooraj bhi
Phir se nikal jaata hai (x2)
Surmayi surmayi sapno wala
Ik ladka hai jo
Surmayi surmayi sapno wala
Ik ladka hai jo
Kabhi din mein sulaaye
Kabhi raaton mein jagaaye
Kabhi din mein sulaaye
Kabhi raaton mein jagaaye
Dekho dekho na dekho na dekho
Kathai kathai ankhiyon wala
Ik ladka hai jo...
Kathai kathai ankhiyon wala
Ik ladka hai jo...

Song details

lyricist: AM Turaz, Prashant Ingole

director: Mangesh Hadawale

cast: Sharmin Segal, Meezaan Jaffrey

director of photography: Ragul Dharuman

mix and master: Rahul Sharma

lyricist: A. M. Turaz, Prashant Ingole