Roman script
Ishq ki chingariyon ko Phir hawa dene lage Ishq ki chingariyon ko Phir hawa dene lage Gum huve, gum huve Jo raaste mera pata dene lage Ishq ki chingariyon ko Phir hawa dene lage Raah chalte koi khwaab mila tha Aa... aa... Raah chalte koi khwaab mila tha Betaab, beqaraar mila tha Bewajah, behijaab mila tha Bekhabar behosh lamhe aaye Faisla dene lage Bekhabar behosh lamhe aaye Faisla dene lage Gum huve, gum huve Jo raaste mera pata dene lage Ishq ki chingariyon ko Phir hawa dene lage Ek main tha aur thi tanhaai Aa... Aa... Ek main tha aur thi tanhaai Kaat kaat ke bhi kat nahi paayi Le gayi behti gehraai Dard ke tinke bhanwar mein Aasra dene lage Dard ke tinke bhanwar mein Aasra dene lage Gum huve, gum huve Jo raaste mera pata dene lage Ishq ki chingariyon ko Phir hawa dene lage
Song details
- Singer: Ali Sethi
- Composer: Ali Sethi, Noah Georgeson
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Lyricist: Ali Sethi
- Lyricist: Shakeel Sohail
Song video
lyricist: Shakeel Badayuni, Ali Sethi, Shakeel Sohail
director: Umar Riaz
choreography: Saad Sheikh