Roman script
Tu Rahim hai tu Karim hai
Teri zaat sab se azeem hai
Tu Rahim hai tu Karim hai
Teri zaat sab se azeem hai
Toh karam bhi kar mere haal pe
Hai jo mushqilein sab taal de
Tere dar pe hoon main khada
Toh sunle meri duaa
Allah huma sale alamuhammadinwaaalehi
Allah huma sale alamuhammadinwaaalehi
Tere dar pe sar ko jhuka liya
Jo kabhi mila na woh pa liya
Mujhe apna banda-e-khaas kar
Ho ja rubaru mujhe paas kar
Har ek nishaan meri zaat ka
Badhta rahe bas ye duaa
Allah huma sale alamuhammadinwaaalehi
Allah huma sale alamuhammadinwaaalehi
Kaun kehta hai tu hai nahi maujood
Zarre zarre mein tera hi hai wajood
Saans ye meri teri amaanat hai
Tere dam se hi meri duniya salamat hai
Mujhe maut ka ab darr nahi
Kahein log kya ye fiqar nahi
Teri khaakh par ye jabeen meri
Ghissti rahe har dum sadaa
Allah huma sale alamuhammadinwaaalehi
Allah huma sale alamuhammadinwaaalehi
Explore this song