Roman script
Zubaan hai pheeki shaam se Hui na tose baat bhi Bina main tere be-maza Hui hoon dekho aaj bhi Karoon main ye guzarishein Muhabbaton ka mol de Neendon mein meri khwab ka Zara sa meetha ghol de Main bann ja, bann jaun teri Main bann ja, bann ja, bann ja Bann jaun teri, ishqe di chashni Haaye mitthi mitthi chashni Main na maangungi dhoop dheemi dheemi Main na maangu chaandni Tere jeene mein mujhse ho Ishqe di chashni Haaye mitthi mitthi chashni Mere khayalon mein hamesha Tu baatein saari achi achi karta Ho.. dekhun subah subah jo tujhe Toh saara din accha hai guzarta Yeh kaisi teri aarzoo Yeh kaisi teri khwahishein Tujhi se dekho main karun Teri hi farmaaishein Main bann ja, bann jaun teri Main bann ja, bann ja, bann ja Bann jaun teri, ishqe di chashni Haaye mitthi mitthi chashni Teri wafaaon ka ujaala Hamesha mere sang sang chalta Ho taare ginu kyun raaton ko main Mera toh kabhi din hi na dhalta Nigaahon mein jo khwaab sa Aata hai tera pyaar hai Tu hi mere saamne Tera hi intezaar hai Main bann ja, bann jaun teri Main bann ja, bann ja, bann ja Bann jaun teri Ishqe di chashni Haaye mitthi mitthi chashni Main na maangungi dhoop dheemi dheemi Main na maangu chaandni Tere jeene mein mujhse ho ishqe di chashni Haye mitthi mitthi chashni Haan mitthi mitthi chashni Haye mitthi mitthi... chashni
Song details
- Singer: Neha Bhasin
- Film / album: Bharat
- Composer: Vishal Shekhar
- Lyricist: Irshad Kamil
- Film / album: Bharat (2019)
- Actor: Aasif Sheikh
- Actor: Anant Vidhaat Sharma
- Actor: Brijendra Kala
- Actor: Disha Patani
- Actor: Jackie Shroff
- Actor: Katrina Kaif
- Actor: Kumud Mishra
- Actor: Manav Vij
- Actor: Meiyang Chang
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Nora Fatehi
- Actor: Salman Khan
- Actor: Satish Kaushik
- Actor: Shashank Arora
- Actor: Shehzad Khan
- Actor: Sonali Kulkarni
- Actor: Sunil Grover
- Actor: Tabu
music: Vishal-Shekhar
cast: Salman Khan, Katrina Kaif
language: Hindi