Roman script
Judaa hum ho gaye maana Magar yeh jaan lo jaana Judaa hum ho gaye maana Magar yeh jaan lo jaana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Tumhe main bhool jaaunga Yeh baatein dil mein na laana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Tha kaun mera, ek tu hi tha Saanson se zyada jo zaroori tha Tere liye main kuch nahi lekin Mere liye tu mera sab kuch tha Nahi jaana bula kar ke Yeh baatein tum hi kehte the Rahi khushiyan nahin meri Ke tum bhi waqt jaise the Tumhara tha, rahega bhi Karein kya dil hai deewana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Maine tumhaari baat maani hai Maine manaaya dil ko hai kasie Ab se raho tum khush jahaan bhi ho Mera tumhara tha bhi kya waise Bhale doori rahe jitni Nigaahon se nigaahon ki Magar khwabon ki duniya mein Milunga tumse rozana Yahin tak tha safar apna Tumhe hai laut kar jaana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Na ra, na ra Chale aana, chale aana...
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Film / album: De De Pyaar De
- Composer: Amaal Mallik
- Lyricist: Kunaal Vermaa
- Film / album: De De Pyaar De (2019)
- Lyricist: Kunaal Verma
- Actor: Ajay Devgan
- Actor: Alok Nath
- Actor: Javed Jaffrey
- Actor: Jimmy Shergill
- Actor: Kumud Mishra
- Actor: Madhumalti Kapoor
- Actor: Rakul Preet Singh
- Actor: Sunny Singh Nijjar
- Actor: Tabu
cast: Ajay Devgn, Rakul Preet Singh
actor: Ajay Devgan, Rakul Preet Singh