Roman script

Meri umeed na tooti

Na haushla mera toota

Natkhat aankhon ka

Panghat aankhon ka

Sookha hai bas tu jo rootha

Tu rootha

Paana tha maine jo paaya na paaya

Khulle darwaaje rakha

Rakha main darron pe ankhan

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Khulle darwaaje rakha

Rakha main darron pe ankhan

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Khulle darwaaje rakha

Rakha main darron pe ankhan

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Khulle darwaaje rakha

Rakha main darron pe ankhan

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Main tanha bhatakta hoon

Mushkil ko hal karde

Jeena zamaane mein

Tu zara sa hal karde

Akhbaaron mein bhi khushi ki

Khabar na mile

Laakho sajdo se dil ko

Sabar na mile

Mudd mudd dekhu

Kya tha kya hoon main

Haathon se apne hi chhotha main toota

Tere bin jaane na koi bhi mere dil ki

Dukh na kisi ko dassa

Sachha rowaan jhootha hassan

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Dukh na kisi ko dassa

Sachha rowaan jhootha hassan

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Haathon ki lakeere dekha

Raahein dheere dheere dekha

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Ho tumse agarche toh

Kismat badal de tu

Mere muaamle mein

Aa zara dakhal de tu

Paani paancho dariyaon mein hai

Kam ho raha

Tere hone ka yakeen hai

Bharam ho raha

Chhod tadapna main

Kab tak sapna main

Dekhunga bhulu toota, main toota

Mera kyun saathi na saaya na tere hote

Haathon ko uthaayi jawaan

Rowaan ya main gaayi jaawan

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Haathon ki lakeere dekha

Raahein dheere dheere dekha

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Dukh na kisi ko dassa

Sachha rowaan jhootha hassan

Aaya na, aaya na, aaya na tu

Aaya na tu...

Explore this song