Roman script
Di nahi dua bhale Na di kabhi baddua Na khafa huey na hum Huey kabhi bewafa Tum magar bewafa ho gaye Kyun khafa ho gaye Ke tumse juda hoke hum Tabaah ho gaye Tabaah ho gaye! Tabaah ho gaye! Tabaah ho gaye! Phir akhiyan mein preet ki teri Reet jaga jaana Mohey chhod ke jaane ki khatir Hi laut ke aa jana Phir akhiyan mein preet ki teri Reet jaga jaana Mohey chhod ke jaane ki khatir Hi laut ke aa jana Haan ghair ke humnawa ho gaye Kyun khafa ho gaye Ki tumse juda hoke hum Tabaah ho gaye... Tabah ho gaye! Tabah ho gaye! Tabah ho gaye! Haan sajde mein humne maanga tha Umar humari bhi lag jaaye tumko Khud se hi tauba karte the Nazar na humari lag jaaye tumko Haan sajde mein humne maanga tha Umar humari bhi lag jaaye tumko Khud se hi tauba karte the Nazar na humari lag jaaye tumko Hum magar... Hum magar nagawara kis tarah tumhe ho gaye Ki tumse juda hoke hum tabaah ho gaye Tabah ho gaye! Tabah ho gaye! Tabah ho gaye!
हिंदी में गीत
दी नहीं दुआ भले न दी कभी बद्दुआ ना खफा हुए न हम हुए कभी बेवफा तुम मगर बेवफा हो गए क्यूँ खफा हो गए कि तुमसे जुदा होके हम, तबाह हो गए! तबाह हो गए तबाह हो गए तबाह हो गए तबाह हो गए फिर अंखियन में प्रीत की तेरी रीत जगा जाना मोहे छोड़ के जाने ख़ातिर ही लौट के आ जाना फिर अंखियन में प्रीत की तेरी रीत जगा जाना मोहे छोड़ के जाने ख़ातिर ही लौट के आ जाना हाँ.. ग़ैर के हमनवा हो गए क्यूं खफा हो गए कि तुमसे जुदा होके हम, तबाह हो गए! तबाह हो गए तबाह हो गए तबाह हो गए तबाह हो गए हां सजदे में हमने मांगा था उमर भी हमारी लग जाए तुमको खुद से ही तौबा करते थे नज़र ना हमारी लग जाए तुमको हां सजदे में हमने मांगा था उमर भी हमारी लग जाए तुमको खुद से ही तौबा करते थे नज़र ना हमारी लग जाए तुमको हम मगर हम मगर नागवारा तुम्हे इस तरह हो गए कि तुमसे जुदा होके हम, तबाह हो गए! तबाह हो गए तबाह हो गए तबाह हो गए तबाह हो गए
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Kalank
- Composer: Pritam
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Song video
director: Abhishek Varman
cast: Varun Dhawan, Alia Bhatt, Sanjay Dutt, Madhuri Dixit, Aditya Roy Kapur, Sonakshi Sinha
language: Hindi
choreography: Saroj Khan, Remo D'Souza
music label: Zee Music Company