Roman script

Ho yeh khabar chhapwa do akhbaar mein

Poster lagwa do baazaar mein

Ho… yeh khabar chhapwa do akhbaar mein

Poster lagwa do baazaar mein

Ho ek ladka, ek ladki

Ek ladka, ek ladki

Ek ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki…

Ho dono paagal ho gaye pyar mein

Dhoondne ko pyar mein

Ghooma hoon gali gali

Tu jo mil gayi

Toh dil ko mil gayi tasalli

Dhoondne ko pyar mein

Ghoomi hoon gali gali

Tu jo mil gaya

Toh dil ko mil gayi tasalli

Ab jo mile hain tum

Aa ho jayein khalli balli

Yeh na ho phans jaaye

Yeh na ho phans jaaye

Yeh na ho, na ho, na ho… jaaye jaaye…

Dono iss sansaar mein

Akhbaar hua purana baby online de do news

Ki main teri mehbooba

Aur tu hai mera muse

Le le credit card

Tu aaj hi karle choose shadi destination wali

Honeymoon on cruise

Aajkal tere mere pyaar ke charche

Har jubaan pe chori

Sabko maloom pad gaya

Toh kya baby i’m not sorry

Teri mummy ko nahi tension

Tere papa ka main pension

Tu le le na attention

Chori pagal kyun hori

Yeah!

O yeh khabar chhapwa do akhbaar mein

Poster lagwa do baazaar mein

Yeh khabar chhapwa do akhbaar mein

Poster lagwa do baazaar mein

Haan ek ladka, ek ladki

Ek ladka, ek ladki

Ek ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki…

Ho dono paagal ho gaye pyar mein

Explore this song