Roman script

Chalne ka hukum

Rukne ka hukum

Zindagi pe hukum

Maut pe hukum

Bandook pe hukum

Dushman pe hukum

Leharon pe hukum

Bombai pe hukum

Jaan Bombai ka, jaan Bombai ka

Jaan Bumbai ka jaan re

Iski aankhon mein aankh na daalo

Noch leta hai praan ye

Aag toofan jab bhi milta hai

Aisa barood paida hota hai

Aye Khuda zara dekho

Logon ke dil mein sultan dekho

Dushman ko yeh hai shaitan dekho

Aye Khuda zara roko

Rukne wala karta

Mudne wala karta

Bombai ki galiyan bhi

Ghabra ke yun bolenge salaa..

Salaam Rocky bhai

Rock Rock Rocky

Salaam Rocky bhai

Salam Rocky bhai

Salam Rocky bhai

Ilaka tera bhai

Tu hai sabka bhai

Maa ne duaa diya

Tum to bangaliya*

Jitoge tum duniya

Khuda hairaan hoga

Maksad poora hoga

Ulta tairo dariya

Kaun isko rokega

Kahan se laayega fauj ko

Ik mein bhi himmat hi nahi hai

Panga lene ko

Jab bhi zaada hai haath loha hai

Dard ko bechain kar sakta hai

Hat zara khatra hai

Jhukne wala karza

Rukne wala karza

Bombai ki galiyan bhi

Ghabra ke yun bolenge salaa..

Salaam Rocky bhai

Rock Rock Rocky

Salaam Rocky bhai

Salam Rocky bhai

Salam Rocky bhai

Ilaka tera bhai

Tu hai sabka bhai

Explore this song